Sunday, 23 November 2014
286. Nal sarovar Bird Sanctuary kahan par sthit hai Gujarat 287. United Nations Flag ka rang kya hai Neela 288. UN University for Peace kahan par sthit hai Costarica 289. Kon sa desh “Land of Thousand Lakes” ke naam se jana jata hai Finland 290. Rouble kis desh ki mudra (currency) hai Russia 291. United Nation ki kon si agency bachho ke liye kaam karti hai UNICEF 292. Indian Militari Academy kahan par sthit hai Dehradun 293. Chemistry ka janak kise kaha jata hai Jabir Ibn Hayyan 294. Carbon Di Oxide ki khoj kisne ki thi Joseph Black 295. battery ki khoj kisne kit hi Alexandro Volta 296. Konark ka Mandir kisne banwaya tha Narsimha I 297. Vishv ka sabse Gareeb desh kon sa hai Bhutan 298. WTO ka Mukhayala kahan sthit hai Jenewa me (Switzerland) 299. Geeta Rahasya ke rachyita kon hai BG Tilak 300. Sodium Metal ko kis ke anadar rakha jata hai Kerosene
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment